Tuesday 2 August 2016

SEO kya hai aur SEO kiu jaruri hai puri jankari full detail

SEO kya hai aur SEO kiu jaruri hai puri jankari full detail


HI FRIENDS
Aaj me aap logo batane wala hu ki seo kya hai aur seo kiu jaruri hai
Agar aap ek new blogger H toh abhi aap iske baare me anjaan hai aor aap Isske bina blogging me success nahi ho sakte hai. SEO Ek Marketing Service Tool Hai Jiska Work Hota Hai Keyword Ko Optimization Karna . Seo ka full form-'Search Engine Optimization' hota hai.Jiska mean hota hai -khoj pranali anukulan. to chaliye jante hai seo kya hai aur seo kiu jaruri hai.


SEO kya hai aur SEO kiu jaruri hai puri jankari full detail
SEO kya hai aur SEO kiu jaruri hai puri jankari full detail




SEO kya hai

Jab hum apne blog per traffic ko increase karna chate tab hum apne blog ko promote karte taki humare blog per traffic badhe. Is hi tarha hum apne blog ko Search Engine per Promote karna chate hai karte isko hi SEO kahete hai. Simple sabdo me kahe to SEO wo hai jiski madad se ham apni site par Free, Natural or Organic Results se achi traffic pa sakte hai apni website par. SEO ki madad se hamari site Search Engine jese Google, Yahoo me aa jati hai.

SEO kaam kaise karta hai

Sabse pahle aap kisi website ke sitemap ko aur usse jude  page ko search engine me dikhana chahte hai. To google ya koi aur search engine apke website ke pago ko apne search result show karane ke liye kuch ghanto se lekar kuch din ka time leta hai. bahut se new website me to ek hafte ka samay lagta hai jiske baad se yah prakriya fast hone lagti hai. Yadi aapka sitemap sahi tarike se bana hua ha to search apke dwara pristh banate samay hi apka page ki jankari sahej lega aur turant hi wo apne search engine me show karne lagta hai.

SEO 2 tarah ke hote hai

1. Blackhate seo
2. whitehate seo

1. Blackhate seo 

blackhate seo aisa hota jo search engine ke rules ke khilaf kiya jata hai. ( ex. aapne webpage par dher sare kewords dalna, Search engine ko alag enformation dena aur user ko alag enformation dena e.t.c aur bhi bahottechnikes hote hai.) Blackhate seo karke hume sirf kuch din fayda milega uske bad search engine humari site ko penalize kar dega.Sidhi bhasha me blackhate matlab time waste hai wo nhi karna chahiye.

2. Whitehate seo

Whitehate ek aisa seo hota hai jisko karte samey hum search engine ke rules ke andar kamkarte hai.Whitehate karte samey hum search engine ka koi rule nhi todte sab rule follow karte hai is liye ye seo karne se humari site ka kuch bhi nuksan nhi hota aur iska fayda hume jyada din milta hai.Mai aapko whitehate hi sikhne ki salah dunga.

Whitehate seo 2 prakar ke hote hai

1. On page seo
2. Off page seo

1. Onn page seo

 jitna bhi Search Engine Optimization karte hai ham Post me usko onpage SEO khete hai.

2. Off page seo

apni site ke aalawa jitna bhi SEO karte hai wo off page seo khelata hai.

SEO kiu jaruri hai

 Agar aapki website hai to aap bilkul chahege ki jo aapne apni site me dala hai wo search result me aaye. SEO karke ham jo Search Engines hai unko help karte hai hamari site ko samajne me ki hamari site me kya hai, jab hi wo hamari site ko search me achi se dikha sakte hai.aap ye to jaante hi hoge ki agar ham kuch search karte hai to hajaro, lakho result aa jate hai par starting ke page par sirf 10 result aate hai.Jab bhi koi kuch search karta hai to search engine uske hisab se sab website ko check karta hai, or agar site me SEO acha kiya hai to Search Engines ko samajne me aasani hoti hai ki us page me kya hai or wo SERP (serch Engine Result Page) me dikhata hai.

To friends ye post padhne ke baad aapko samjh me aa gaya hoga ki SEO kya hai aur SEO kiu jaruri hai.
agar hamari post pasand ayeto comment karke hame jarur bataye

0 comments:

Post a Comment