Tuesday 12 July 2016

tata docomo me free internet chalane ki trick - www.hindi-se-gyan.blogspot.com

Hi dosto aaj me apke liye nayi trick lekar aya hu. Jo trick aapke liye jarur helpful sabit hogi. Aajkal din pe din internet packs ke bhao badte ja rahe. Aise me hame internet use karne ke liye kafi paise dene padte hai. Agar hame kuch aisi trick mil jaye jisse ki hame free me net jaye toh hame kafi rahat mahsoos hogi. Toh dosto aaj mai apko aisi trick batane ja raha hu jisse aap TataDocomo no par 100MB perday free net chala skte hai. Ab aapko internetpacks me ek bhi paisa kharch karne ki jarurat nahi hai.


*Airtel me free internet chalane ki trick

*Idea me free internet chalane ki trick


Maine aapko pahle bhi free internet ki bohat si tricks batai hai. Jo sabhi working bhi hai. Aaj kal jitni bhi free internet tricks hai. Un sabhi ko use karneke liye hame Vpn Apps ki jarurat padti hai. Toh sabse pahle ye jaan lete hai ki vpn kya hota hai.

*online dollar kamane ke 6 usefull tarike

*Android mobile ke secret codes

VPN Apps Kya Hote Hai?


Vpn do tarah ke hote hai free vpn premium vpn. Kuch proxy servers hote hai jinhe ham vpn me daalkar free internet ke liye connect ho jate hai. Premium VPN se ham connection ko secure bhi kar skte hai. Toh aap vpn toh samaj hi gaye hoge. Tohab jaante hai ki tatadocomo me free internet kaise use kare.

free internet ke liye en sare steps ko follow kare

1- Sabse Pahle Play Store Me Jakar Droid Vpn Install kare. Aap yaha se bhi kar skte hai.

2- Ab Droid Vpn me sign up karke login kare

3- Ab Droid VPN ki settings me jaye aur UDP port select kare

4- Aur Ports me 53 Or 9201 Enter kare aur OK kare.

5- Ab aap kisi bhi server ko select kar Connect par click kare. Aapka free internet chalna suru ho jayega.


Note- Aap ek din me 100 MB takhi free internet use kar skte hai.

mujhe ummid hai aapko ye post achchi lagi hogi. Or ise share karna na bhule.


0 comments:

Post a Comment