Friday 15 July 2016

website kya hai aur website banane ke faide

Hi doato aaj me aapko batane wala hu ki website kya hota hai website banane.se hamare kya faida hota hai. 

To chaliye jante hai ki website kya hota hai or website banane se hamara kya faida hai.


     website kya hai??


Website ko internet ke world me blog bhi kaha jata hai. Is liye dhyan me rakhe website ko hi blog kehte hai. Website matlab agar hum koi aapna webpage banake use internet par live show karwate hai toh aise koi bhi page ko hum website keh sakte hai.



website banane se hamara kya faida hoga

dosto indino internet ka use bohot jyada ho raha hai. ajkal log apne alag alag maksad ke liye website bana rahe hai. koi paise kamane ke liye to koi apna bussiness market badane ke liye etc.

1. aap apna website banakar uspe advertisements laga ke paise kama sakte hai jo ki bohot easy hai.

2. agar aapka koi bussiness hai to aap uska online marketing karje paisa kama sakte hai.
Example:- flipcart.com/shopclues.com etc.

or bhi bohot saare tarike hai jisse online paisa kamaya ja sakta hai. dosto internet par website (blog) banakar achcha paisa kamaya ja sakta hai.

website bane ki puri jankari ke liye

ye padhe:- free me apni website kaise banaye
Blogger par new post kaise likhe basic jaankari

mujhe ummid hai dosto aapko meri post se madad milegi or ise apne friends ke saath sare jarur kare.

0 comments:

Post a Comment