Monday 11 July 2016

Idea me free internet kaise chalaye - Hindi-se-gyan.blogspot.com

 Idea me free internet chalane ki trick

Hi dosto aaj me apke samne ek or free internwt trick le kar aya hu. Maine apni pichli post Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 3G Speed Se me btaya tha ki hum kaise airtel sim me free internet use kar sakte hai. Aaj is post me aapko bta raha hu kiIdea me free internet kaise chalate hai. Iske liye aapko ek android app Hammar VPN download karnahai. Jo aapko daily 100 MB free use karne ko deta hai but sirf idea ki sim me.



*Android mobile ke secret codes

*champcash app se unlimited paise kamaye

Ye tricks sirf android mobile me hi kaam karegi. Iske liye aapki idea sim me 0.00 balance hona chahiye. Mai aapko pahle hi bta deta hu ki free internet tricks se free net chalane se aapki sim band bhi ho sakti hai. Aap idea free internet apni khushi se chala rahe ho or aage hone wali problem ki jimmedari bhi aapki hi hogi.

*Airtel free internet ke liye yaha click kare

*Online dollars kamane ke 6 useful tarike

Idea Sim Me Free Internet Kaise Use Kare 2G & 3G Speed Se

Idea me free internet chalane ke liye aapko google play store se hammar VPN apps download karna hai. Usme log in karne ke bad aapko bas kuch simple step follow karne hai.

1.Sabse pahle aap Hammar VPN apps dwonload kare. 

2.Ab hammar vpn apps me log in kare.

3.Ab aapko Lport or Rport ki setting karni hai.

4.Lport – 53895 or 48412 or 55188

5.Rport – 0

6.Network protocol me UDP set kare.

7.Ab internet chala ke dekhiye. Aapka ideaka free net mil gaya hai.

8.Aap roj sirf 100MB hi use kar sakte ho.

9.Is trick ko use karne ke liye sim me o balance hona chahiye.

I hope aapke stats me ye tricks kaak karegi. But ye tricks bahut se states me kaam nahi karti.

or Agar aapke mobile me free internet chalta hai to is post ko share jarur kare.


0 comments:

Post a Comment