Friday 15 July 2016

website(blog) banane ke baad kya kare

Hi dosto aaj me aapko batane ja raha hu ki blog (website) banane ke baad kya kare khuch new blogger apna blog bana to lete hai lekin fhir samajh nahi pate ab kya kare to me es post me batane wala hu ki blog banane ke baad kya kare




blog banae ke baad aap 3-4 post publish kare post publish karne ke baad apne blog ko design kare.

1. apne blog ke liye ek achcha sa template chune or chunne se pehle khuch baato ka dhyaan rakhe

a. Template mobile friendly ho
b. fast load ho
c. seo frindly ho
d.simple colour ho

2.blog me widget jode

blog ko aap jitna achcha disign karenge utne hi visitors apke blog ko pasand karenge aur aur aapki website par aana pasad karenge. iske liye aapko khuch achche widget add karna honge.
jaise- facebook like, facebook page, social follow button, comment box etc.

3.search box add kare

 Waise to har theme me search box hota hai. Agar nahi hai to ise apne blog par jod le. Kyoki aapki site par jo content nahi milta hai use visitor search box me type karke serch karte hai.

4. Menu bar add kare

 Template me starting se menu bar hota hai. agat aapke pasand ka menu na ho to dusra add karke apne hisab se use edit karte hai. jo visitor ko Read karne me aasaniho. and dekhne me bhi acha lge.



0 comments:

Post a Comment