Monday 25 July 2016

Free me apni website kaise banaye puri jaankari

Agar aap paisa kamana chahate hai ya apna gyan doosro ke saath share karna chahte hai ya aap apni khud ki website banana chahte hai to aaj me aapko bataunga ki free me apni website kaise banaye.

free me apni website kause banaye
Free me apni website kaise banaye

website banane ke liye kya kya chahiye

1.computer/Android smartphone
2.gmail account. agar aapke pass gmail account nahi hai to ye padhe:- gmail account kaise banaye
Note: Smartphone se website banae ke liye chrome browser ka use kare

Free me apni website banane ke liye steps follow kare

1. sabse pehle www.blogger.com par jaye.

2. ab apne gmail account se log in kare

3. ab new blog par click kare

4. ab apne blog ka title aur address dale phir template select kare. Title me aapko apne website ka title daalna hai. address me aapko apne website ke liye address daalna hai jaise mera address hai hindi-se-gyan.blogspot.com. fir template koi sa bhi select kare fir create blog par click kare.

ye lijiye ab aapka khudka website taiyar hai. agar aapko meri post pasand aye to apne friends ke saath share jarur kare.


Ye bhi padhe:- 

*Website banane ke baad kya kare


0 comments:

Post a Comment