Wednesday 27 July 2016

youtube se paise kaise kamaye puri jaankari hindi me

Hi friends aaj ham jaanenge ki you tube se paise kaise kamaye full details. Youtube sirf humare Entertainment ka jariya hi nahi balki isse aap online ghar baithe paise kama sakte hai. Agar aap singer hai ya singing dancing ke video banate ho to aap apne is telent ko dusro ko dikhakar paise kama sakte hain.
Online paise kamane ke toh bohot sare tarike hai .Usme se Youtube ek bohot hi aasan tarika hai ghar baithe paise kamane ka.

Youtube se paise kaise kamaye puri jaankari hindi me
Youtube se paise kaise kamaye puri jaankari hindi me


Youtube par rojana hazaro videos upload hoti hai, aur jisse video uploader hazaro lakho rupaye kamate hai. aap bhi Apni video ya funny video jokes ideas youtube par dalkar paise kama sakte ho. but uske liye aap k pas kuch chijo ka hona bahut jaruri hai. chalo jante hai kaise?

YOUTUBE KYA HAI 

You Tube Duniya ki sabse badi video site hai or duniya bhar ke karodo log roj Youtube par video ko Share karte hai or dekhte hai .

YOUTUBE PAR PAISE KAHA SE AATE HAI

Jo Advertiser hai ve aapne Ad ko Karodo logo ko dekhana chahte hai to ve google ko paisa dete hai Youtube videos par ad dalne ke liye or Google ka hi YouTube hai ,Fir google un Videos par Ad daal deta hai jin Videos me Monetization ka option on rahta hai or Ad ke dvara jo income hoti hai use thoda Google rakh leta hai or baaki Paise Jiska Video hota hai usse de deta hai.

YOUTUBE SE PAISE KAISE KAMAYE PURI JAANKARI

www.youtube.com par jaaye or waha apna account bana le.
YouTube Ka Account Gmail Account (Google Account) hi hota hai. To ager aapke pass Gmail account hai to aap gmail account ka use kar ke youtube account bana sakta hai. 

 VIDEO UPLOAD KARE
Youtube channel banane ke baad aap apkedwara banaye gye videos ko uploads kare. Aap is channel par kam se kam 4 ya 5 video upload kare.

YE bhi padhe

 VIDEO MONETIZE KYA HAI OR VIDEO MONETIZE KAISE KARE

Youtube ek option deta hai apne video ko monetize karneka matlab video par ads dikhane ka jisse hamari income hoti hai.

Apne Youtube account me Log In kare .Youtube ke logo ke bagal me ek niche ka arrow hai us par click karo Phir My Channel par click karo Video Manager par click karo par click karne ke baad aB aapkA channel ke Video Manager khul jayega.Ab aap ko apne account ke channel section me jana hoge.Ab aap dekhege ki Monetization ke saamne ek button hai Enable ki us par click kare .Ab ek pop up window khulegi.Phir step by step usse follow kare .Lastly, monetize option aayega uspe click kare.

VIDEO SE KAMAI KAISE HOGI

YouTube Video par Ad aane ke baad aapke video ki Ad par ager koi click karegako aap paise kamayenge or Video par Ad View Hogi tab bhi aap Paise Kamayenge .

1. Aapke YouTube Video ki Ad par koi click karta hai to aapko 0.2 $ se .5 $ tak mil sakte hai.
2.Ager aapki Video ki Ad par koi click nahi karega tab bhi aap paise kamayenge , Aapke video ko 1000 bar dekhe jane par aapko 1$ se 5 $ mil sakte hai .

NOTE: YouTube ki Ad par click karke jo paise aapko milte hai vo har country ka alg alg hota hai . ager aapki YouTube ad par koi India se click karta hai to aapko 0.2 $ ya .5$ mil sakta hai. Par ager aapki video par koi USA se click kartahai to aapko jyada paise milenge 2$ se 10$ bhi mil sakta hai .

PAYMENT KAISE MILEGI

payment kab aur kaise milegi ye question apke mind me fauran hi aa gaya hoga. Aap ko apke video ka paisa adsense k account ke through mile ga aur adsense ke account m jab aap ki income $10 Dollar tak ho jayegi tab adsense apko payment karega. Adsense payment ki process alag alag countries ke hisab se alag alag hai. India me abtak Check aur Online money transfer yani ki EFT ,Paypal ke through payment hoti hai.Aap apna Paypal account Google Adsense se jode taki payment direct aapke bank account me transfer ho jayegi.Ab aap apne videos daliye aur paise kamaye.

mujhe ummud hai meri post aapko pasand i hogi. ese apne friends ke saath share kare aur hamare facebook page ko like karke hamare saath jude rahe.

Ye bhi padhe

*Whatsapp ke new top secret tricks
*1 mobile me 2 whatsapp chalane tricks
*Online internet se paise kamane ke  usefull tarike


1 comment: